What is holi? / holi Kya hai?
Holi Hinduon ka ek mahattvapoorn festival hai, joki Bharat (India) aur Nepal bade dhoomadham ke saath manaya jata hain. Yah parv Hindu calendar ke anusar falgun(fagun) month ki poornima ke din se manaya jata hai. Yah mukhyatah do din manaya jata hai. Pahle din chhoti holimanai jati hai. Is din holi ka dahan hota hai. Dusre din sabhi log ek dusre ko rang gulal lagakar aur apsme Gale milkar Happy holi festival wish karte hai.
When is holi date 2019? Is holi on date in 2019?
Holi pratekp varsh march ke mahine me aata hain aur is date alag-alag ho sakti h. Kyonki yah hindu calendar ke anusar manaya jata hai.
Holi in 2019 (Holi is on)
: holi ka dahan 20 march 2019 And dulendi 21 march 2019 ko hai.Happy holi wishes massages in hindi
1. Pyar ke rang se bharo pichkari,sneh ke rang se rang do duniya sari,
ye rang na jane koi jaat na koi boli,
aapko mubarak ho aapno ki holi.
2. Holi tyohar hai Rang aur Bhaang ka
Hum sab yaaron ka
Ghar mein aaye mehmano ka
Gali mein gali walon ka
Mohalle mein mahoul waalo ka
Desh mein deshwalo ka.
Boora naa maano Holi hai Holi hai bhai Holi hai.
3.Mausam ki bahar acchi ho!
phoolon ki kaliyaan kacchi ho!
Hamhari yeh dosti sacchi ho!
Bhagvan bus ek dua hei ki,
mere dost ka har tyohar accha ho!
aur har tyoharoki rango ki bahar ho..HAPPY HOLI!
4. Rango Ke Tyohar Me Sabhi Rango Ki Ho Bharmar,
Dher Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar,
Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar,
Holi Mubarak!
5. Holi aayi satrangi rango ki bouchar laayi,
Dher saari mithai aur mitha mitha pyar laayi,
Aap ki zindagi ho mithe pyar aur khusiyon se bhari,
Jisme samaaye saaton rang yahi shubhkamna hai hamaari.
6. Basant ritu ki bahar
Chali picthkari uda hain gulaal
Rang barse hain neele hare laal
Badhyi ho appko holi ka tyohar.
7. Kadam kadam per khushian rahe,
Gum se kabhi na ho samana,
Jindagi main har pal khushiyan nasib ho,
Meri taraf se holi ki subhakamana.
8. Hum Aap k dil me rahte hain,
Isliye Aap ki khabar rakhate hain.
Koi Humse pahle Wish na kar de Aapko,
Isliye 4 din pahle hi
HAPPY HOLI
kahte hain.
9.Hayon ki bahar,chand ki chandni, apno ka pyar, shubh ho apko ye rangon ka tyohar.
10. Makki ki Roti, Nimbu ka Aachar, Suraj Ki Kirne, Khushiyo ki Bahar, Chand Ki Chandi, Apno ka Pyar, Mubarak Ho Aapko, HOLI ka Tyohar.
11. Pichkari ki dhar, gulal ki bauchar, apno ka pyar, yahi hai Holi ka tyohar. Mubarak ho aapko rango se bhara yeh din!
12. Rango Ke Tyohar May Sbhi Rango Ki Ho Bharmar. Dheer Saari Khushiyo Se Bhara Ho Aapka Sansar. Yahi Dua hai Bhagwan Sy Hamari Har bar.
13.Nature ka har rang aap pe barse har koi aapse holi khelne ko tarse rangde aap ko mil ke sab itna ki aap woh rang chhudane ko tarse. Enjoy colours happy holi.
14. Gul ne gulshan se gulfam bheja hai, Sitaro ne aasman se salaam bheja hai, Mubaraq ho aapko holi ka tyohar, Humne dil se yeh paigam bheja hai.
15.Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
16. Lal, gulabi, nila, pila hathon me liya samet, Holi ky din rangenge sajni, kr k meethi bhent.
17.Dil mai utha tufan bheja hai, aapse na mil pane ka malal bheja hai waqt mile to thoda sa yaad karna aapke dost ne holi ka ram ram bheja hai.
18.Na juban se, Naa Card se, Na Gift se, Na Post se, Na email se, Is baar holi mubarak ho direct
;+””+.+””+;
+ Dil Se +
“+. .+”
“+”
20.Niklo galiyo mein bana k toli,
Bhiga do aaj har ladki ki jholi,
Muskura de to usey bahon mein bhar lo..
Varna nikal lo keh k HAPPY HOLI..!!
Happy Holi
21. Pyar hai to College Mast
Sugar hai to Coffee Mast
Love hai to Life Mast
Dream hai to Night Mast
Aur Water hai to Holi Mast.
Happy Holi
22. Ye jo rango ka tyohar hai,
Is din na hue laal pile to zindagi bekar hai,
Rang lagana to itna pakka lagana,
Jitna pakka tu mera yaar hai.
Happy Holi
23. Gujhiya ki mahak aane se pahle,
Rango me nahane se pehle,
Holi ke nashe me gum hone se pahle,
Hum aapse kahte hai happy holi SABSE PAHLE
Happy Holi
24. Har khushi apki rahe,
Har muskan apke hothon par saji rahe,
Rang bhare iss tyohar ki tarha,
Apki zindagi bhi rangeen rahe.
25. Aa mere pass tujhe apne hathon se sawar du,
Laal rang ke gulal se tere gaalon ko nikhar du.
Mast lagegi tu in raangon ki fuhar mein…
Teri chahat me sanam khud ko es kadar sawar du.
Satrangi hawaye chal rahi hai charo or,
Udd rahe hai jo raang un gulalon ki fuhar du.
Es kadar tujhe honthon ka jam-e-bahar du,
Aa mere pass tujhe apne hathon se sawar du.!!
Happy Holi My Love
This is a very nice article. I liked it so much. Teaching the child from early age is very important that what you have shown.
ReplyDeleteClick here
This is not the biggest festival in India, but it is the most colorful and probably the most popular alien. Many people have "Holi Experience in India" on their lists and for good reason. How often can adults throw colored powder and spray them with water guns filled with colored water? And ... for those who are more courageous than me ... there is also Bhang Lassi.
ReplyDeleteBest Holi safety tips
beauty tips for holi
Happy Holi 2018
Happy Holi 2018
Nykaa Coupon Sale
high cpc keywords for adsense
ReplyDeleteAmazing article :)
ReplyDeleteits really good thing you have shared thanks for info
HAPPY HOLI
Happy Holi
ReplyDeleteDownload Stock Free Images
ReplyDeleteImage Craze
imagecraze.com
diwali pics
diwali 2018 images
dhanteras 2018 images
navratri images 2018
Amazing Tips, Thank You For Sharing this Neil!! really this is awesome tips sir
ReplyDeleteHow To Earn Money From Za.gl Earn Free Unlimited PayPal Money
Thanks for sharing this blog.. Happy holi in advance
ReplyDeleteহোলির ম্যাসেজ ২০২০
Post a Comment